Islam Ke Qanoon Siyasat(Politics) Ke Bunyadi Usool

Qanoon Siyasaat Islam ke Qanoon siyasat ke bunyadi usool ye hain.

Keh asal ataat(ita-at) Allah our Rasool(S.A.W) ki yani Quran wa Sunnat ki hain.Is ataat ke baad our es ke taht mowjood hukamrano ki ataat lazim hain.Riyasat ki asal zima dari adal wa insaaf ka kayaam hain.Riyasaat ke dinee para-ez ye hain.


Riyasat ke Dinee Para-ez:

Keh es main namz ka-em ki jayai, zakat adaa ki jayai, har bala-e ko riwaaj deyaa jayai our har bura-e sai roka jayai.apni tanzeem ke itebar sai yai aik jamhuri riyasat ke shahri igar ghalat kaam na karai,namaz ka-em karai our zakat dai to hukumat un ke kesii ma-amelai me ko-e mudakhelat nahi kar sakti our unhai tamam insaani hukooq denai ki paband hain.

Es riyasat ke shahriyo ka yai parz hain.keh wo hukumat ki ataat karai,qanoon pasand shahri ban kar rahai. Agar wo riyasat sai bahir kisee jaga muqeem hoo   our riyasat unhain dar-ul-Islam mai hijrat karai. Agar riyasat un sai jaani ya mali qurbani ki darkhwst karai to wo purai khuloos ke saat yai qurbani dai.




Es riyasat mai ghair muslim bashendai Es ke shahri ki haisiyat sai baqaida Aik muhaida our dastoor rah saktai hain.Jab wo Quran wa Sunnat ki bala dasti maan lain to unhain har wo haq diya jasakta hain.Jo us mulk ke musalman shahriyo ko hasil hain.





Comments