Posts

Showing posts with the label namaz

Namaz Hadees Ki Roshnee Mein

Image
Namaz Kai Barai Mein Urdu our English Mein Ahadees Allah nai apnai bando par 5 namazai paraz ki hai. Har musalman par din wa raat mein 5 wakat ki namaz ada karna paraz hai. Allah Hum sab ko padandi sai namaz parrnai wala banadai. (Ameen) Short Hadees in Urdu About Namaz: > Namaz roshni hai ( muslim ) > Namaz Jannat ki kunji hai. > Namaz deen ka satoon hai. Hadees in Urdu About Namaz: > Musalman our kufar ke darmayan faraq namaz hai. (Sahih Muslim-ul-imaan) > Musalman aur kafir ke darmain namaz farq karti hai ( muslim ) > Jis nai fajar ki namaz ki woh Allah ki hifaz wa amaan mein hain. (Sahih Muslim, Hadith# 657) > Hamaarai our kaferoo ke darmayan faraq namaz hai.Jis nai namaz chotdee us nai kufar ki yaa. (Sahih sunan al taramazee) >Aap(S.A.W) ko jab bi koi mushkil darfaish hoti to Muhammad(S.A.W) poran namaz ki taraf mutawajai hojatai. Long Hadees in UrduAbout Namaz: > Ae e-man walo! sabar our namaz ke zare-ya...

Namaz Ki Ahmeeyat Our Zaroorat

Image
Aik Musalman Ki Zindagi main Namaz Ki Ahmeeyat Our Zaroorat Namaz ke zariyai sai hum apnai rohani wujood ko pak saf  kartai hain our Allah ka zikar our shukar adaa kartai hain. Youn Allah sai hamara taaluq har waqat qaim wa daim rehta hai.Sahi shuoor ke sath namz sab sai barra zikar hai. Namaz  ke zariyai insaan Quran majeed sai bee aik musalsal taaluq qaim karta hain. Namaz hamarai deen ka markaz wa mahoor hai. yai har aqil wa baligh insaan par lazim hain. Namaz naa parrnai walu ko Quran majeed nai holnaak anjaam our zabardast raswaa-e sai dara ya hain. Momin our ghair muslim kai darmayaan es tariqai sai had pasil hai.keh agar koi pard namaz parrnai sai inkaar kardai to islamee huqumat us ki shahri huqooq khatam kar sakti hai. Bajumaat Namaz Ki Ahmeyat: Quran majeed sirf namaz ada karnai ka huqam nahee daita balkai usai qaim karnai yanee us ka ihtemam karnai us ki barfoor hifazat karnai our usai sahee waqat par parrnai ka h...