Namaz Hadees Ki Roshnee Mein
Namaz Kai Barai Mein Urdu our English Mein Ahadees Allah nai apnai bando par 5 namazai paraz ki hai. Har musalman par din wa raat mein 5 wakat ki namaz ada karna paraz hai. Allah Hum sab ko padandi sai namaz parrnai wala banadai. (Ameen) Short Hadees in Urdu About Namaz: > Namaz roshni hai ( muslim ) > Namaz Jannat ki kunji hai. > Namaz deen ka satoon hai. Hadees in Urdu About Namaz: > Musalman our kufar ke darmayan faraq namaz hai. (Sahih Muslim-ul-imaan) > Musalman aur kafir ke darmain namaz farq karti hai ( muslim ) > Jis nai fajar ki namaz ki woh Allah ki hifaz wa amaan mein hain. (Sahih Muslim, Hadith# 657) > Hamaarai our kaferoo ke darmayan faraq namaz hai.Jis nai namaz chotdee us nai kufar ki yaa. (Sahih sunan al taramazee) >Aap(S.A.W) ko jab bi koi mushkil darfaish hoti to Muhammad(S.A.W) poran namaz ki taraf mutawajai hojatai. Long Hadees in UrduAbout Namaz: > Ae e-man walo! sabar our namaz ke zare-ya...