Posts

Namaz Hadees Ki Roshnee Mein

Image
Namaz Kai Barai Mein Urdu our English Mein Ahadees Allah nai apnai bando par 5 namazai paraz ki hai. Har musalman par din wa raat mein 5 wakat ki namaz ada karna paraz hai. Allah Hum sab ko padandi sai namaz parrnai wala banadai. (Ameen) Short Hadees in Urdu About Namaz: > Namaz roshni hai ( muslim ) > Namaz Jannat ki kunji hai. > Namaz deen ka satoon hai. Hadees in Urdu About Namaz: > Musalman our kufar ke darmayan faraq namaz hai. (Sahih Muslim-ul-imaan) > Musalman aur kafir ke darmain namaz farq karti hai ( muslim ) > Jis nai fajar ki namaz ki woh Allah ki hifaz wa amaan mein hain. (Sahih Muslim, Hadith# 657) > Hamaarai our kaferoo ke darmayan faraq namaz hai.Jis nai namaz chotdee us nai kufar ki yaa. (Sahih sunan al taramazee) >Aap(S.A.W) ko jab bi koi mushkil darfaish hoti to Muhammad(S.A.W) poran namaz ki taraf mutawajai hojatai. Long Hadees in UrduAbout Namaz: > Ae e-man walo! sabar our namaz ke zare-ya

40 Hadees | Hazrat Muhammad(S.A.W) ke short chalees(40) Ahadees | in Urdu

Image
Hazrat Mohammad ki hadees ka mafhuum hai ke jo shakhs meri ummat ke faiday aur deen  ke kaam ke wastay 40 hadeesai dosaron ko sunadai aur hifz kere ga Allah ? is ko qayamat ke din aalmon aur shaheedon ki saf mein utavai ga aur farmaiye ga ke  jis darwazay se chaho jannat mein daakhil ho Mein ney yeh hadesai yeh soch kar likhi hain ke mere dosray musalman bai is basharat ke  mustahiq ho jai Dostoo hadees mein aata ke jo shakhs dosaron ko neki ki raah pay gamzan kere is ko neki  karne walay ke barabar ajar ho ga > Ahadees(Hadith): Ahadees darj zail hain : 1. Aamaal ka dar-o-madar niyat par hai ( bukhari, muslim ) 2. Musalman woh hai jis ke haath aur zabaan se dosra musalman mehfooz ho ( muslim ) 3. Chughal Khor jannat mein daakhil nah hoga ( bukhari, muslim ) 4. Pakizgee imaan ka hissa he ( muslim bukhari ) 5. Aadmi ka chacha is ke baap ki manind hai ( bukhari, muslim ) >Best Ahadees(Hadith) 6. Mein aur yateem ki kifalat kar ne

ﺧﻮﺩ ﮐﻮ ﺑﭽﺎﺋﮯ ﻏﯿﺮ ﻣﺴﻠﻤﻮﮞ ﮐﮯ ﻭﺍﺭ ﺳﮯ

Image
Is not it a bitter truth? The person who did not read this post would be sad about how to save themselves from non-Muslims George is over 50 years old. She lives in Washington with her wife Keithi and two children Joseph, Kelly. Eid-ul-Azha was coming near. George and his family were watching on TV, radio and internet on how Eid will be. Children were checking on Islamic websites daily. Everyone was awaiting the eid of the Eid. As soon as Zuhahua started, they started preparations of Eid. There was a farmhouse nearby near the pool. Buying a crowd from there, in which he regarded all the Islamic principles. Keep the crowd in the car and take home. Children had no place to live happily. George's wife, Keithi reached home and told him that he would do three parts of this crowd. One part would share in the poor, one part would send his friends to David, Lisa, and Mark, and for their use. Will keep All this information was found from Islamic websites. After many days, the d

Namaz Ki Ahmeeyat Our Zaroorat

Image
Aik Musalman Ki Zindagi main Namaz Ki Ahmeeyat Our Zaroorat Namaz ke zariyai sai hum apnai rohani wujood ko pak saf  kartai hain our Allah ka zikar our shukar adaa kartai hain. Youn Allah sai hamara taaluq har waqat qaim wa daim rehta hai.Sahi shuoor ke sath namz sab sai barra zikar hai. Namaz  ke zariyai insaan Quran majeed sai bee aik musalsal taaluq qaim karta hain. Namaz hamarai deen ka markaz wa mahoor hai. yai har aqil wa baligh insaan par lazim hain. Namaz naa parrnai walu ko Quran majeed nai holnaak anjaam our zabardast raswaa-e sai dara ya hain. Momin our ghair muslim kai darmayaan es tariqai sai had pasil hai.keh agar koi pard namaz parrnai sai inkaar kardai to islamee huqumat us ki shahri huqooq khatam kar sakti hai. Bajumaat Namaz Ki Ahmeyat: Quran majeed sirf namaz ada karnai ka huqam nahee daita balkai usai qaim karnai yanee us ka ihtemam karnai us ki barfoor hifazat karnai our usai sahee waqat par parrnai ka huqam deta

Islam Ke Qanoon Siyasat(Politics) Ke Bunyadi Usool

Image
Qanoon Siyasaat Islam ke Qanoon siyasat ke bunyadi usool ye hain.

Top Islamic YouTube Channels

Image
Top Islamic YouTube Channels  of Pakistan